नितिन मुकेश गाते हैं "EK PYAAR KA NAGMA HAI" By Imtiyaz Alam Journalist

Spread the love share



Ek Pyaar Ka Nagma hai was originally sung by legendary Mukesh Ji in 1972 for the film “SHOR”

Sing along and spread the love!!

Mmmm… Hmm.Hmmmm.Mmmmmmm
Mmmmm.Mmmmm.Mmmmmmm.Mmmm

Toofaan To Aanaa Hai Aakar Chale Jaanaa Hai
Baadal Hai Ye Kuch Pal Kaa Chaakar Dhal Jaanaa Hai
Parchaaiyaan Reh Jaati.Reh Jaati Nishaani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin Teri Meri Kahaani Hai
Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai

Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai Maujon Ki Ravaani Hai
Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai Maujon Ki Ravaani Hai

Zindagi Aur Kuch Bhi Nahi Teri Meri Kahaani Hai
Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai Maujon Ki Ravaani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahi Teri Meri Kahaani Hai
Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai…

Laa.Laa.Laaa.Laaaaaa

Kuch Paakar Khona Hai Kuch Khokar Paanaa Hai
Jeevan Ka Matlab Toh Aanaa Aur Jaanaa Hai
Do Pal Ke Jeevan Se Ek Umr Churaani Hai
Zindagi Aur Kuchh Bhi Nahi Teri Meri Kahaani Hai
Ek Pyaar Ka Nagmaa Hai

Tu Dhaar Hai Nadiyaa Ki Main Tera Kinaraa Hoon
Tu Mera Saharaa Hai Main Tera Saharaa Hoon
Aankhon Mein Samandar Hai Aashaaon Ka Paani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin Teri Meri Kahaani Hai
Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai

Like, Share, Comment and subscribe!!!
**ALL RIGHTS BELONG TO THE OWNER**

Follow Nitin Mukesh
INSTA: @nitinmukesh9
FB: NITIN MUKESH
YouTube: Nitin Mukesh Official

source


Spread the love share